Tuesday, December 18, 2012

A Sunday Afternoon State of Mind


1) Phir Le Aaya Dil
From Barfi.

Phir le aaya dil, Majboor kya kije
Raas na aaya, Rehna door kya kije
Dil keh raha, Usse maqammal kar bhi aao
Woh jo adhuri si, Baat baaki hai
Woh jo adhuri si, Yaad baaki hai
Woh jo adhuri si, Yaad baaki hai

Karte hain hum, Aaj qabool kya kije
Ho gaye thi jo, Humse bhool kya kije
Dil keh raha, Usse mayassar
Kar bhi aao,
Woh jo dabi si Aas baaki hai,
Woh jo dabi si Aanch baaki hai,
Woh jo dabi si Aanch baaki hai,
Woh jo dabi si.. i..
Aanch baaki hai!!!

Kismat ko hai ye, Manzoor kya kije.. ye..
Kismat ko hai ye, Manzoor kya kije
Kismat ko hai ye, Manzoor kya kije
Milte rahe hum, Badastoor kya kije
Dil keh raha hai, Usse musalsal
Kar bhi aao,
Woh jo rooki si Raah baaki hai,
Woh jo rooki si Chaah baaki hai,
Woh jo rooki si Chaah baaki hai,
Woh jo rooki si
Chaah baaki hai..

Rekha Bhardwaj’s powerful voice brings the beautiful lyrics by Swanand Kirkire and melodious music by Pritam alive.
The version sung by her is undoubtedly my favorite track from Barfi and probably the best song I have heard this year. It’s so melancholic and lovely at the same time.

“Dil keh raha, Usse maqammal kar bhi aao
Woh jo adhuri si, Baat baaki hai
Woh jo adhuri si, Yaad baaki hai
Woh jo adhuri si, Yaad baaki hai”

The words pierce straight into your soul, but don’t sadden. Rather, you feel comforted about the chapters left undone. A complete song about things left incomplete.




2) Jab Tak Hai Jaan
SRK voice to the poem (written by Adi or is it Gulzaar)

Teri aankhon ki namkeen mastiyan

Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan

Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan
Nahi bhoolunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


Tera haath se haath chhodna

Tera saayon se rukh modna

Tera palat ke phir na dekhna

Nahin maaf karunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan


Baarishon mein bedhadak tere naachne se

Baat baat pe bewajah tere roothne se

Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se

Mohabbat karunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan..


Tere jhoothe kasme vaadon se

Tere jalte sulagte khwabon se

Teri be-raham duaaon se
 Nafrat karunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

The theatrical teaser released with SRK’s voice spouting poetry. With that a ‘stubbled’ SRK rode onto the screen on his Royal Enfield and into my heart, again! The larger than life canvas in the trailer, visualized by the late director and painted by Anil Mehta's cinematography is superbly complemented by the heart lifting theme music provided (by Rahman or was that Gustavo Santaolalla?).
Unfortunately the rest of the album and most of the movie is eminently forgettable.
For Bollywood lovers, you will know these as the highlights of all Yash Chopra films as scenes from Dilwale, Dil to Pagal Hain flash into your mind..
Tera haath se haath chhodna

Tera saayon se rukh modna

Tera palat ke phir na dekhna

Nahin maaf karunga main

but

”Teri be-raham duaaon se
 Nafrat karunga main

Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan”
These lines actually sum up the core premise of the movie, ‘it was not our time’…..that surprisingly no reviews picked up. Enjoy the trailer right here.
Those were my two-penny bits – of a Sunday afternoon state of mind.
By,
Anon.